Assalam Waalekum Assalam
Eid Ka Hai Yaaro Ye Paigaam
Assalam Waalekum Assalam
Assalam Waalekum Assalam
Ye Eid Ka Tyohaar Hai
Khushiyo Ka Hai Tyohaar
Ye Eid Ka Tyohaar Hai Khushiyo Ka Hai Tyohaar
Na Tera Hai Na Mera Hai Ye Sab Ka Hai Tyohaar
Ye Pyaar Ka Paigaam Hai Ye Pyaar Ka Paigaam
Mubarak Eid Mubarak Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak Mubarak Eid Mubarak
Chahey Woh Rahmaan Ho Ya Bhai Apna Raam
Hindu Muslim Sikh Isai Sab Ko Hai Salaam
Chahey Woh Rahmaan Ho Ya Bhai Apna Raam
Hindu Muslim Sikh Isai Sab Ko Hai Salaam
Bas Pyaar Hi Aaghaz Ho Aur Pyaar Hi Anjaam
Khushiyon Ke Is Mausam Ki Kabhi Na Aaye Shyam
Ye Eid Ka Tyohaar Hai
Khushiyo Ka Hai Tyohaar
Na Tera Hai Na Mera Hai Ye Sab Ka Hai Tyohaar
Ye Pyaar Ka Paigaam Hai Ye Pyar Ka Paigaam
Mubarak Eid Mubarak Mubarak Eid Mubarak
Hoye Mubarak Eid Mubarak Mubarak Eid Mubarak
Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Mubarak Eid Mubarak Sabhi Ko Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak Sabhi Ko Eid Mubarak
Ho Jo Bhi Samjhey Pyaar Ko
Woh Hai Sab Ka Yaar
Pyaar Nahi To Kuch Bhi Nahi
Pyaar Se Hai Sansaar
Oye Eid Da Jappi Paake Yaaro
Rab Da Shukar Manaaiye
Oye Eid Da Jappi Paake Yaaro
Rab Da Shukar Manaaiye
Arre Tera Mera Chadke Yaaro Sabno Gale Lagaye
Ke Main Jhuth Boliya O Ke Main Kufer Toliya
Ke Mai Jhuth Boliya O Ke Main Kufer Toliya
Ke Main Jhuth Boliya O Ke Main Kufer Toliya
Yeh Eid Ka Tyohaar Hai
Khushiyo Ka Hai Tyohaar
Na Tera Hai Na Mera Hai Ye Sab Ka Hai Tyohaar
Yeh Pyaar Ka Paigaam Hai Yeh Pyaar Ka Paigaam
Mubarak Eid Mubarak Hoye Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak Hoye Mubarak Eid Mubarak
Assalam Waalekum Assalam
Eid Ka Hai Yaaro Ye Payaam
Ye Eid Ka Tyohaar Hai Khushiyo Ka Hai Tyohaar
Na Tera Hai Na Mera Hai Ye Sab Ka Hai Tyohaar
Ye Pyaar Ka Paigaam Hai Ye Pyaar Ka Paigaam
Mubarak Eid Mubarak Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak Mubarak Eid Mubarak
Song Credits
Song: Mubbarak Eid Mubbarak
Singer(s): Sonu Nigam, Arvinder Singh, Sneha Pant
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Jalees Rashid
Label: T-Series
Album: Tumko Na Bhool Paayenge
Released: 2001
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Mubbarak Eid Mubbarak Lyrics – Sonu Nigam, Arvinder Singh, Sneha Pant | Tumko Na Bhool Paayenge by Arvinder Singh. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arvinder Singh soulful songs!


