(Kiska Hai Ye Tumko Intezaar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To Ek Baar Main Hoon Na )…(2)
Khaamosh Kyun Ho Jo Bhi Kahna Hai Kaho
Dil Chahe Jitna Pyar Utna Maang Lo
Ho…Tumko Milega Utna Pyar Main Hoon Na Aa
Kiska Hai Ye Tumko Intezar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To Ek Baar Main Hoon Na
Kabhi Jo Tum Socho, Ke Tum Ye Dekho
Arey Kitna Mujhko Tumse Pyar Hai
To Chup Mat Rahna, Ye Mujhse Kehna
Arey Koi Aisa Bhi Yaar Hai
Dil Hi Nahin De Jaan Bhi De Jo Tumhein…(2)
Ho…To Main Kahonga, Sarkar Main Hoon Na
Kiska Hai Ye…Utna Pyar Main Hoon Na
Kiska Hai Ye Tumko Intezar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To Ek Baar Main Hoon Na
Kehne Ki Ho Dil Mein Koi Baat, Mujhse Kaho
Koi Pal Ho Din Ho Ya Ho Raat, Mujhse Kaho
Koi Mushkil, Koi Pareshani Aaye
Tumhein Lage Kuchh Theek Nahin Haalat, Mujhse Kaho
Koi Ho Tamanna Ya Ho Koi Aarzoo…(2)
Ho.. Rehna Kabhi Na Beqarar Main Hoon Na
Kiska Hai Ye…Pyar Main Hoon Na
Kiska Hai Ye Tumko Intezar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To Ek Baar Main Hoon Na
Song Credits
Song: Main Hoon Na
Singer(s): Sonu Nigam & Shreya Ghoshal
Music: Anu Malik
Lyrics: Javed Akhtar
Label: T-Series
Album: Main Hoon Na
Released: 2004
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Main Hoon Na Lyrics – Sonu Nigam & Shreya Ghoshal | Main Hoon Na by Shreya Ghoshal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Shreya Ghoshal soulful songs!


