Abhi Toh Party Shuru Hui Hai Lyrics – Badshah & Aastha | Khoobsurat

Darwaje Ko Kundi Maaro
Koyi Na Bach Jaane Paaye
Dj Ko Samjha Do Music
Galti Se Bhi Ruk Na Jaaye
Daga Daga Sa Jo Feel Kare
Wo Jaake Do Red Bull Gatak Le
Aur Jisko Dance Nahi Karna
Wo Jaake Apni Bhains Charaaye

Bas Aaj Ko Raat Hai
Kal Se Wahi Siyape Hain
Jee Bhar Ke Naach Lo
Na Ghar Wale Na Maa Pe Hain
Sab Pe Apna Raaz Hai
Darne Ki Kya Baat Hai
Yeh Toh Bas Suruaat Hai
Yeh Toh Bas Suruaat Hai

Are Abhi Toh Party Shuru Hui Hai..
Are Abhi Toh Party Shuru Hui Hai…
Yeh Toh Bas Suruaat Hai

Baad Mein Na Kehna Kuch Bhi
Pehle Hi De Doon Warning
Party Chalegi Till Six In The Morning
Jee Bhar Ke Naach Le Baby
Nach Nach Ke Tod De Sandal
Aunty Police Bula Legi
Toh Yaara Tera Kal Lega Handle

Soochna Janhit Me Jaari
Jisko Apni Jaan Pyari
Chupchap Wo Floor Pe Aaye
Floor Pe Aake Nache Gaye
Nakhre Wakhre Na Dikhaye
Sharam Ko Kar De Bye Bye
Michael Jackson Wale Do Teen
Action Karke Dikhaye
Party Karni Hai
Hum Party Karenge
Kisi Ke Pa-Pa Se Ni Darenge
Hum Hai Bete Hum Paaki Paani Kam
Hume Rokk Ke Dikhaye
Jiski Bum Mein Hai Dum

Masti Hai Mahaul Mein,
Chhayi Ik Khumari Hai
Saare Thak Ke Baith Gaye
Par Apni Party Jaari Hai
Masti Hai Mahaul Mein,
Chhayi Ik Khumari Hai
Saare Thak Ke Baith Gaye
Par Apni Party Jaari Hai

Are Panga To Koi Suru Kare
Apni Bhi Garari Hai
Jimmy Choo Ki Nauk Per Rakhi Duniya Saari Hai

Are Abhi Toh Party Shuru Hui Hai
Are Abhi Toh Party Shuru Hui Hai
Are Abhi Toh Party Shuru Hui Hai
Are Abhi Toh Party Shuru Hui Hai
Jisko Dance Nahi Karna Wo
Jaake Apni Bhains Charaaye.

Song Credits
Song: Abhi Toh Party Shuru Hui Hai
Singer(s): Badshah & Aastha
Music: Badshah
Label: T-Series
Album: Khoobsurat
Released: 2014
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Abhi Toh Party Shuru Hui Hai Lyrics – Badshah & Aastha | Khoobsurat by Aastha. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aastha soulful songs!

Related Posts

Sheher Ki Ladki Lyrics – Badshah, Tulsi Kumar, Abhijeet, Chandra Dixit | Khandaani Shafakhana

AANKH MILAKE POOCHE, HI HOW ARE YOU
HI HOW ARE YOU, HI HOW ARE YOU
HAATH MILAKE POOCHE, HOW DO YOU DO
HOW DO YOU DO, HOW DO YOU DO
AANKH MILAKE POOCHE, HI HOW…

Chaar Shanivaar Lyrics – Vishal Dadlani, Armaan Malik, Badshah, Amaal Mallik | All Is Well

Rule Saare Break Karo
Jo Kabhi Na Kiya Wo Karo
Party Karne Ka Mood Bane Toh
Weekend Ka Na Wait Karo

Rule Saare Break Karo
Jo Kabhi Na Kiya Wo Karo
Party Karne…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *