Tera Mera Pyaar Hua Hai Lag Jaaye Na Nazar
Aa Maang Duaayein Aisi
Tera Mera Pyaar Hua Hai Jag Ko Ho Na Khabar
Aa Maang Duaayein Aisi
Tera Mera Pyaar Hua Hai Lag Jaaye Na Nazar
Aa Maang Duaayein Aisi
Tera Mera Pyaar Hua Hai Jag Ko Ho Na Khabar
Aa Maang Duaayein Aisi
Ab Teri Soch Mein Rehta Hoon Main
Ab Tere Pyaar Se, Mehka Hoon Main
Ab Bewajah Hashti Hoon Main
Ab Bin Piye Masti Hoon Main
Ab Mauj Si Behti Hoon Main
Ab Mauj Mein Rehti Hoon Main
Ab Teri Soch Mein Rehta Hoon Main
Ab Tere Pyaar Se, Mehka Hoon Main
Tera Mera Pyaar Hua Hai Lag Jaaye Na Nazar
Aa Maang Duaayein Aisi
Tera Mera Pyaar Hua Hai Jag Ko Ho Na Khabar
Aa Maang Duaayein Aisi
Tu, Khwaab Hai Tu, Khwaab Hai Tu, Khwaab Hai Tu
Jab Tu Hashe, Tab Main Hashun
Jab Tu Udasi Mein Girhti Kabhi Chaahun Main Ke Tabhi
Khushi Koi La Do Abhi
Jaanu Nahi Behka Hoon Kyun
Kyun Chandni Si Lagey Dhoop Bhi Pyaare Mausam Sabhi
Naye Huye Jazbaat Bhi
Ab Dhoop Si Chadti Hoon Main
Ab Shaam Si Dhalti Hoon Main
Ab Aag Bin Jalti Hoon Main
Ab Neend Mein Chalti Hoon Main
Ab Teri Soch Mein Rehta Hoon Main
Ab Tere Pyaar Se, Mehka Hoon Main
Thoda Naya, Thoda Judaa
Lagta Hai Woh Din Tu Jis Din Mile Mera Yun Dil Khile
Mitey Khuda Se Bhi Giley
Saara Jahan Ho Khushnuma
Pyaara Lagey Raahon Mein Jo Mile Na Rahe Faasle
Khushi Koi Angdaai Le
Ab Pyaar Ki Angdaai Mein
Ab Bewajah Sharmayi Main
Ab Dhoondti Tanhai Main
Ab Toh Rahun Paglayi Main
Ab Teri Soch Mein Rehta Hoon Main
Ab Tere Pyaar Se, Mehka Hoon Main
Tera Mera Pyaar Hua Hai Lag Jaaye Na Nazar
Aa Maang Duaayein Aisi
Tera Mera Pyaar Hua Hai Jag Ko Ho Na Khabar
Aa Maang Duaayein Aisi
Tu, Khwaab Hai Tu, Khwaab Hai Tu, Khwaab Hai Tu.
Song Credits
Song: Tera Mera Pyaar
Singer(s): Pritam, Karthik, Mahalakshmi, Antara Mitra
Music: Pritam
Lyrics: Irshad Kamil
Label: T-Series
Album: Action Replayy
Released: 2010
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Tera Mera Pyaar Lyrics – Pritam, Karthik, Mahalakshmi, Antara Mitra | Action Replayy by Karthik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Karthik soulful songs!


