Sunn Raha Hai (Female) Lyrics – Shreya Ghoshal | Aashiqui 2

Yaara…
Manzilein Ruswa Hain
Khoya Hai Raasta
Aaye Le Jaaye
Itni Si Ilteja
Ye Meri Zamaanat Hai
Tu Meri Amaanat Hai Aa…

Mujhko Iraade De
Kasamein De, Waade De
Meri Duaaon Ke Ishaaron Ko Sahaare De
Dil Ko Thikaane De Naye Bahaane De
Khabon Ki Barishon Ko Mausam Ke Paimane De
Apne Karam Ki Kar Adaayein
Kar De Idhar Bhi Tu Nigaahein

Sun Raha Hai Naa Tu
Ro Rahi Hun Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Kyun Ro Rahi Hun Main

Sun Raha Hai Naa Tu
Ro Rahi Hun Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Kyun Ro Rahi Hun Main

Yaara…

Waqt Bhi Thehara Hai
Kaise Kyun Ye Huaa
Kaash Tu Aise Aaye
Jaise Koi Duaa
Tu Rooh Ki Raahat Hai
Tu Meri Ibaadat Hai Aa…

Apne Karam Ki Kar Adaayein
Kar De Idhar Bhi Tu Nigaahein

Sun Raha Hai Naa Tu
Ro Rahi Hun Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Kyun Ro Rahi Hun Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Ro Rahi Hun Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Kyun Ro Rahi Hun Main

Song Credits
Song: Sunn Raha Hai (Female)
Singer(s): Shreya Ghoshal
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Sandeep Nath
Label: T-Series
Album: Aashiqui 2
Released: 2013
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Sunn Raha Hai (Female) Lyrics – Shreya Ghoshal | Aashiqui 2 by Shreya Ghoshal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Shreya Ghoshal soulful songs!

Related Posts

Main Hoon Na Lyrics – Sonu Nigam & Shreya Ghoshal | Main Hoon Na

(Kiska Hai Ye Tumko Intezaar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To Ek Baar Main Hoon Na )…(2)
Khaamosh Kyun Ho Jo Bhi Kahna Hai Kaho
Dil Chahe Jitna Pyar Utna Maang…

Suna Suna Lyrics – Shreya Ghoshal | Krishna Cottage (Original Motion Picture Soundtrack)

Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
Aakar Mujhe Tum Tham Lo
Manzil Teri Dekhe Rasta
Mud Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *