Agar Aasman Tak Mere Haat Jaate Lyrics – Sameer Sen, Dilip Sen, Sonu Nigam, Anuradha Paudwal | Meherbaan

Aaa…Hoo…Agar Aasman Tak Mere Haath Jaate
To Kadmo Me Tere Sitare Bichhate
Agar Aasman Tak Mere Haath Jaate
To Kadmo Me Tere Sitare Bichhate
Kahi Dur Pariyo Ki Nagri Me Chal Kar
Mohabbat Ka Ek Aashiyana Banate

Agar Aasman Tak Mere Haath Jaate
To Hum Chandni Se Ye Rahe Sajaate
Kahi Dur Pariyo Ki Nagri Me Chalte
Mohabbat Ka Ek Aashiyana Banate
Agar Aasman Tak Mere Haath Jaate
To Kadmo Me Tere Sitare Bichhate

Yaha Par Vaha Par Bhikherenge Kaliya
Mehakati Rahengi Ye Phulo Ki Galiya
Yaha Par Vaha Par Bhikherenge Kaliya
Mehakati Rahengi Ye Phulo Ki Galiya
Ye Jhil Mil Kare Reshmi Se Najare
Chalenge Yaha Dhadkano Ke Isare
Chalenge Yaha Dhadkano Ke Isare Aaa..
Toh Kirno Ka Aangan Me Pahra Bithate
Agar Aasman Tak Mere Haath Jaate

Yaha Sirf Barsey Waffao Ke Badal
Bhigo Kar Hume To Ye Kar Denge Pagal
Yaha Sirf Barse Waffao Ke Badal
Bhigo Kar Hume To Ye Kar Denge Pagal
Yaha Gham Baharo Ke Chadar Bichhaye
Mohabbat Ki Khushbu Yaha Par Lutaye
Mohabbat Ki Khushbu Yaha Par Lutaye Aaaa…
Khushiyo Ke Panchi Yaha Hum Udatey
Agar Aasman Tak Mere Haath Jaate
Kahi Dur Pariyo Ki Nagri Me Chal Kar
Mohabbat Ka Ek Aashiyana Banate
Agar Aasman Tak Mere Haath Jaate
To Hum Chandni Se Ye Rahe Sajate
To Kadmo Me Tere Sitare Bichhate
To Hum Chandni Se Ye Rahe Sajaate
To Kadmo Me Tere Sitare Bichhate

Song Credits
Song: Agar Aasman Tak Mere Haat Jaate
Singer(s): Sameer Sen, Dilip Sen, Sonu Nigam, Anuradha Paudwal
Music: Sameer Sen, Dilip Sen
Lyrics: Rani Malik
Label: T-Series
Album: Meherbaan
Released: 1993
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Agar Aasman Tak Mere Haat Jaate Lyrics – Sameer Sen, Dilip Sen, Sonu Nigam, Anuradha Paudwal | Meherbaan by Dilip Sen. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Dilip Sen soulful songs!

Related Posts

Pyar Hone Laga Hai Lyrics – Sonu Nigam & Alka Yagnik | Janasheen

Chehra Tumhara Hai Kitna Pyara, Dekhein Bina Mera Ho Na Gujara
Rab Ne Tumhein Bhi Kya Khub Banaya
Meri Najar Se Khud Ko Dekho Toh Yaara
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha…

Janeman Lyrics – Sonu Nigam & Shreya Ghoshal | Aryan: Unbreakable

Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai
Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai
Piya mann bhana tha
Piya mann bhaaye hai
Har khushi hai ab tumhari
Mujhe de do…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *