Badal Ki Tarhan Aawara
Tere Dil Ka Sitaara
Kabhi Yahan Kabhi Waha
Banke Ye Pyaar Ka Maara
Tere Dil Ka Sitaara
Dil Dhoonde, Tu Kaha
Jaan E Jaan…
Ooo, Milne Se Darta Hai Dil
Iqraar Ho Na Jaaye
Milne Se Darta Hai Dil
Iqraar Ho Na Jaaye
Na Milo Na Milo
Na Milo Humse Zyada
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Hoo, Milne Se Darta Hai Dil
Iqraar Ho Na Jaaye
Milne Se Darta Hai Dil
Iqraar Ho Na Jaaye
Na Milo Na Milo
Na Milo Humse Zyada
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Betaabi, Kya Hoti, Jaane Na
Dil Kya Bole, Kehna Bhi Maane Na Dil
Dekho Na Yoon Humko, Chaaho Sanam
Chaahat Ki Raahon Mein, Hai Dard-O-Gham
Kitne Paas Hain, Phir Bhi Door Hain
Dono Ishq Mein, Kyoon Majboor Hain
Ooo, Nazaaron Ka Teer Dil Ke
Kahin Paar Ho Na Jaaye
Na Milo Na Milo
Na Milo Humse Zyada
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye…
Deewana, Kar De Ta Deewana Pan
Kehti Hain Ishq Pe Na Zor Sanam
Jaaneman Jaanejaan
Yeh Dillagi
Dekho Na Ban Jaaye
Dil Ki Lagi
Kaisa Dard Hai
Kaisa Haal Hai
Abh Na Hosh Hai
Abh Na Khayal Hai
Hoo, Kahin Jeena Marna Bhi
Dushwaar Ho Na Jaaye
Na Milo Na Milo
Na Milo Humse Zyada
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye…
Milne Se Darta Hai Dil
Iqraar Ho Na Jaaye
Na Milo Humse Zyada
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Badal Ki Tarhan Aawara
Tere Dil Ka Sitaara
Kabhi Yahan Kabhi Waha
Banke Ye Pyaar Ka Maara
Tere Dil Ka Sitaara
Tere Dil Ka Sitaara
Tere Dil Ka Sitaara.
Song Credits
Song: Na Milo Kahin Pyar
Singer(s): Sonu Nigam & Kavita Krishnamurthy
Music: Anu Malik
Lyrics: Sameer
Label: T-Series
Album: Badal
Released: 1999
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Na Milo Kahin Pyar Lyrics – Sonu Nigam & Kavita Krishnamurthy | Badal by Kavita Krishnamurthy. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Kavita Krishnamurthy soulful songs!


