Madhosh Lyrics – Tanishk Bagchi, Arslan Nizami, Faheem Abdullah, Siddharth Basrur | Madhosh (From “Toxic”)

Me saaki kinaron ka
Bhatka hu in Nigaon par
Nah puchon yuh khaar hu
Aur duniya se yuh zaar zaar hu

Ishq hain kya
Haa mujko bata
Teri nazaron se nazreen mili
Kyaa Badalne laga yeh kesa samaa
Haa andar he andar se dil keh raha

Madhosh mein
Nah hosh mein
Aur dil pada kisi soch mein

Haa.. Tere pass mein
Tere sath se
Lagta hain kuch khaas yein

(Haa Madhosh mein
Nah hosh mein
Aur dil pada kisi soch mein) ..2

(Mein aandhi tuffaano sa
Seena chhatano sa
Jaalta hu mein aag sa) ..2

Nigaaon sa tu
Junoon bann raha
Mere dil pe tera yeh zakhm laga
Yeh kesi khalis Rhi darmiyaan
Ke andar he andar sulagta raha

Madhosh mein
Nah hosh mein
Aur dil pada kisi soch mein

Haa.. Tere pass mein
Tere sath se
Lagta hain kuch khass yein

(Haa.. Madhosh mein
Nah hosh mein
Aur dil pada kisi soch mein) ..2

Song Credits
Song: Madhosh
Singer(s): Tanishk Bagchi, Arslan Nizami, Faheem Abdullah, Siddharth Basrur
Music: Tanishk Bagchi, Faheem Abdullah, Arslan Nizami
Lyrics: Syed Murad Gilani
Label: Zee Music Company
Album: Madhosh (From "Toxic")
Released: 2026
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Madhosh Lyrics – Tanishk Bagchi, Arslan Nizami, Faheem Abdullah, Siddharth Basrur | Madhosh (From “Toxic”) by Arslan Nizami. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arslan Nizami soulful songs!

Related Posts

Makhna Remix By DJ Aqeel Lyrics – Tanishk Bagchi, Yasser Desai, Asees Kaur | Makhna Remix By DJ Aqeel

Ye bhi naa jane wo bhi naa jane
Nainon ke rang naina jane
Mila jo sang tera
Uda patang meraa
Hawa main hoke malang

Jag kii koi reet naa jaani
Main to bas teri…

Khudayi Lyrics – Arslan Nizami | Golden Hour: Eid Edition

Ye dil ne kaisi adaa dikhayi
Qarib tar jab tu mere aayi

Mila bahaana k laut aaon
Sabaa ne jab bhi sadaa sunayi

Adaawatu mein mohabbatein hai
Hararatu ki…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *