Jalpari Lyrics – Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, Rather Hashim, Hyder Dar | Jalpari

Main ek shikara tum
vo jal pari
Dooba toh main tumhara paar
chala toh haara main
Behta hua ye paani mai
aur ye kinaara main
Mohabbat mai teri karlete hai
guzara ye
Behta hua ye paani mai
aur ye kinara main
Mohabbat mai teri karlete hai
guzara ye
Jo chalke aayi hai
bahaar haina tu
mere dil ka tu
karaar haina tu
Buj ke jalta
vo khwaab haina tu
Sunta pukaar meri
sada haina tu
Chali gayi mujhse kehke yehi
Mujhe tu bhulana nahi
Tanhayi sahi teri yaadein rahi
Par main tujhko bhula nahi
Tu hai kahi na jaane kaha
dhunda tujhe dono jaha
bhula ke mujhe, rula ke mujhe
jaane kaha meri jaan..Oo
Aasu raha…
Jo chalke aayi hai
bahaar haina tu
mere dil ka tu
karaar haina tu
Buj ke jalta
vo khwaab haina tu
Sunta pukaar meri
sada haina tu

Song Credits
Song: Jalpari
Singer(s): Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, Rather Hashim, Hyder Dar
Music: Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, Rather Hashim
Label: T-Series
Album: Jalpari
Released: 2026
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Jalpari Lyrics – Faheem Abdullah, Huzaif Nazar, Rather Hashim, Hyder Dar | Jalpari by Faheem Abdullah. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Faheem Abdullah soulful songs!

Related Posts

Tera Hona Lyrics – Faheem Abdullah & Arslan Nizami | Tera Hona

“Tera hona
Ya na hona
Mujh ko lagey hai
Tera hona

Tera hona
Ya na hona
Milna lagey hai
Tujh ko khona

Zindagi mein tere bin ab kya bacha hai
Jo bacha hai teri…

Saiyaara Reprise – Female Lyrics – Tanishk Bagchi, Faheem Abdullah, Arslan Nizami, Shreya Ghoshal, Irshad Kamil | Saiyaara

मैं तेरे कल में हूँ, आज में हूँ
मैं तेरी साँसों के साज़ में हूँ
आँखें झुका के सुन ले मुझे तू
मैं तेरे दिल की आवाज़ में हूँ
तू हौसला है, तू है इरादा
आधी…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *