Tera Hona Lyrics – Faheem Abdullah & Arslan Nizami | Tera Hona

“Tera hona
Ya na hona
Mujh ko lagey hai
Tera hona

Tera hona
Ya na hona
Milna lagey hai
Tujh ko khona

Zindagi mein tere bin ab kya bacha hai
Jo bacha hai teri hi woh ik dua hai

Likh ke kaagaz kaat taa hun mai
Kishtiyaan paani mein bahaata hun mai

Yeh soch ke ki woh tere ghar tak chalein
Siyaahi paani mein ghull jaati hai”

Song Credits
Song: Tera Hona
Singer(s): Faheem Abdullah & Arslan Nizami
Music: Faheem Abdullah, Arslan Nizami
Label: Artiste First
Album: Tera Hona
Released: 2023
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Tera Hona Lyrics – Faheem Abdullah & Arslan Nizami | Tera Hona by Arslan Nizami. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arslan Nizami soulful songs!

Related Posts

Khudayi Lyrics – Arslan Nizami | Golden Hour: Eid Edition

Ye dil ne kaisi adaa dikhayi
Qarib tar jab tu mere aayi

Mila bahaana k laut aaon
Sabaa ne jab bhi sadaa sunayi

Adaawatu mein mohabbatein hai
Hararatu ki…

Tu Kahan Hai Lyrics – Arslan Nizami | Riqqat

Tu kahan hai
Raakh raak saaf saaf
Khaah khaah paak paak
Tu kahan hai
Tu bekhabar hai
Tu befikar rehe
Mai bekhabar hoon
Dil besabar hai
Tu kahan…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *