Chal Wahan Jaate Hain Lyrics – Arijit Singh | Chal Wahan Jaate Hain

CHAL WAHAN JAATE HAIN

Aasmaan ke pare ek jahaan hai kahin
Jhooth sach ka wahan qayeda hi nahin
Roshni mein wahan ki alag noor hai
Saaye jismon se aage jahaan jaate hain….
Chal wahan jaate hain, Chal wahan jaate hain
Pyaar karne chalo, Hum wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain, Chal wahan jaate hain
Pyaar karne chalo, Hum wahan jaate hain
Seene se tum mere aake lag jaao na
Darte ho kyun zara paas toh aao na
Seene se tum mere aake lag jaao na
Darte ho kyun zara paas toh aao na
Dhunn meri dhadkano ki suno..
Chal wahan jaate hain, Chal wahan jaate hain
Pyaar karne chalo, Hum wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain, Chal wahan jaate hain
Pyaar karne chalo, Hum wahan jaate hain
Oo.. jaate hain, Chal jaate hain…
Jaate hain… jaate hain…
Koi subah wahan raat se na mile
Ud ke wahan chalo aao tum hum chale…
Koi subah wahan raat se na mile
Ud ke wahan chalo aao tum hum chale
Pankh laaya hoon main ud chalo…
Chal wahan jaate hain, Chal wahan jaate hain
Pyaar karne chalo, Hum wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain, Chal wahan jaate hain
Pyaar karne chalo, Hum wahan jaate hain

Song Credits
Song: Chal Wahan Jaate Hain
Singer(s): Arijit Singh
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Mr. Rashmi Virag
Label: T-Series
Album: Chal Wahan Jaate Hain
Released: 2015
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Chal Wahan Jaate Hain Lyrics – Arijit Singh | Chal Wahan Jaate Hain by Arijit Singh. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arijit Singh soulful songs!

Related Posts

Mohabbat Barsa De Lyrics – Arko, Arjun, Arijit Singh, Samira Koppikar | Creature 3D

Girl you’re my passion you got me so addicted – 2
Even if we get caught in the rain
I know our love wont wash away you got me so addicted
No matter if we get…

Aaj Se Teri Lyrics – Arijit Singh | Padman

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se meri sari…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *