Ishq Mubarak Lyrics – Arijit Singh | Tum Bin 2

Ishq mubarak, dard mubarak
Ishq mubarak, dard mubarak
Ishq mubarak, dard mubarak
Teri baarishein bhigaye muje
Teri hawaayen bahaaye muje
Paanv tale mere zaminein chal padi
Aisa to kabhi hua hee nahin
Ai mere dil mubarak ho, yahi to pyaar hai
Ai mere dil mubarak ho, yahi to pyaar hai
Ishq mubarak, dard mubarak
Ishq mubarak, dard mubarak
Ishq mubarak, dard mubarak
Ishq mubarak, dard mubarak
Aisa lagtaa hai kyun teri aankhen jaise
Aankhon mein meri rah gayi
Kabhi pehle maine naa suni jo
Aisee baathen kah gayi
Too hee too hai jo har tharaf mere
To tujhse pare main jaaoon kahaan
Mere dil mubarak ho yahi to pyaar hai
Ai mere dil mubarak ho, yahi to pyaar hai
Jahaan pehle-pahal too aa milaa tha
Teharaa hoon vahee main abhee
Tera dil vo shahar hai
Jis shahar se jaa ke lautaa naa main kabhi
Laapataa-sa mil jaaoon kaheen to
Mujse bhee muje milaa de zaraa
Ai mere dil mubarak ho, yahi to pyaar hai
Ai mere dil mubarak ho, yahi to pyaar hai
Ishq mubarak, ishq mubarak
Ishq mubarak, dard mubarak
Ishq mubarak, dard mubarak
Ishq mubarak, dard mubarak
Ishq mubarak…

Song Credits
Song: Ishq Mubarak
Singer(s): Arijit Singh
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Manoj Muntashir
Label: T-Series
Album: Tum Bin 2
Released: 2016
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Ishq Mubarak Lyrics – Arijit Singh | Tum Bin 2 by Arijit Singh. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arijit Singh soulful songs!

Related Posts

Mohabbat Barsa De Lyrics – Arko, Arjun, Arijit Singh, Samira Koppikar | Creature 3D

Girl you’re my passion you got me so addicted – 2
Even if we get caught in the rain
I know our love wont wash away you got me so addicted
No matter if we get…

Aaj Se Teri Lyrics – Arijit Singh | Padman

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se meri sari…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *