Milne Hai Mujhse Aayi
Phir Jaane Kyun Tanhaai
Kis Mod Pe Hai Laayi Aashiqui
O.. Khud Se Hai Ya Khuda Se
Iss Pal Meri Ladaai
Kis Mod Pe Hai Laayi Aashiqui
O O…
Aashiqui Baazi Hai Taash Ki
Toot Te Bante Vishwaas Ki
O.. Milne Hai Mujhse Aayi
Phir Jaane Kyun Tanhaai
Kis Mod Pe Hai Laayi Aashiqui
Jaane Kyun Main Sochta Hoon
Khaali Sa Main, Ik Raasta Hoon
Tune Mujhe Kahin Kho Diya Hai
Yaa Main Kahin Khud Laapata Hoon
Aa Dhoond Le Tu Phir Mujhe
Kasamein Bhi Doon Toh Kya Tujhe…
Aashiqui Baazi Hai Taash Ki
Toot Te Bante Vishwaas Ki
Milne Hai Mujhse Aayi..
Phir Jaane Kyun Tanhaai
Kis Mod Pe Hai Laayi Aashiqui
Toota Hua Saaz Hoon Main
Khud Se Hi Naaraz Hoon Main
Seene Mein Jo Kahin Pe Dabi Hai
Aisi Koi Aawaaz Hoon Main
Sun Le Mujhe Tu Bin Kahe..
Kab Tak Khaamoshi Dil Sahe..
Aashiqui Baazi Hai Taash Ki
Toot Te Bante Vishwaas Ki
Aashiqui Baazi Hai Taash Ki
Toot Te Bante Vishwaas Ki
O Milne Hai Mujhse Aayi
Phir Jaane Kyun Tanhaai
Kis Mod Pe Hai Laayi Aashiqui
O Khud Se Hai Ya Khuda Se
Iss Pal Meri Ladaai
Kis Mod Pe Hai Laayi Aashiqui
O O Ho…
Aashiqui Baazi Hai Taash Ki
Toot Te Bante Vishwaas Ki
Song Credits
Song: Milne Hai Mujhse Aayi
Singer(s): Arijit Singh
Music: Jeet Gannguli
Lyrics: Irshad Kamil
Label: T-Series
Album: Aashiqui 2
Released: 2013
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Milne Hai Mujhse Aayi Lyrics – Arijit Singh | Aashiqui 2 by Arijit Singh. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arijit Singh soulful songs!


