Tere Bina Lyrics – Arijit Singh & Aakanksha Sharma | 1921

Tere Bina Marz Aadha Adhoora Hai
Ek Dhundh Hai
Shaam Hai Na Savera Hai
Tanha Hoon Main
Phir Bhi Tanha Nahi
Darr Yeh Hai Ke Fanaa Ho Na Jaaun

Aa Jaa Na
Nigaahon Se Ilzaam De
Adaaon Se Paigaam De
Koi Toh Mujhe Naam De
Ishq Hai Bad-Gumaan (X2)

Tu Nadi Ka Kinaara
Gumnaam Saa Main Hoon Safeena

Tu Hai Mausam Bahaara
Sookhi Sookhi Main Hi Na
Jaan Meri Hai Phasi Ek Mulaaqat Mein

Kaise Main Ab Jeeyun
Aise Haalaat Mein
Sar Pe Gam Ka Hai Jo Aasmaan

Tere Bina Marz Aadha Adhoora Hai
Ek Dhundh Hai
Shaam Hai Na Savera Hai
Tanha Hoon Main
Phir Bhi Tanha Nahi
Darr Yeh Hai Ke Fanaa Ho Na Jaaun

Besabar Ho Rahi Hai Yeh Meri Baahein
Tu Kahaan Hai?
Benazar Ho Rahi Hai Yeh Nigaahein
Tu Kahaan…?

Apne Dil Se Mera Haq Mitaane Lage
Mere Har Khwaab Ko Tum Jalaane Lage
Dil Mein Bharne Laga Hai Dhuaan…

Tere Bina Marz Aadha Adhoora Hai
Ek Dhundh Hai
Shaam Hai Na Savera Hai
Tanha Hoon Main
Phir Bhi Tanha Nahi
Darr Yeh Hai Ke Fanaa Ho Na Jaaun

Aa Jaa Na
Nigaahon Se Ilzaam De
Adaaon Se Paigaam De
Koi Toh Mujhe Naam De
Ishq Hai Bad-Gumaan (X2)

Song Credits
Song: Tere Bina
Singer(s): Arijit Singh & Aakanksha Sharma
Music: Asad Khan
Lyrics: Raqueeb Alam
Label: Zee Music Co.
Album: 1921
Released: 2017
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Tere Bina Lyrics – Arijit Singh & Aakanksha Sharma | 1921 by Aakanksha Sharma. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aakanksha Sharma soulful songs!

Related Posts

Mohabbat Barsa De Lyrics – Arko, Arjun, Arijit Singh, Samira Koppikar | Creature 3D

Girl you’re my passion you got me so addicted – 2
Even if we get caught in the rain
I know our love wont wash away you got me so addicted
No matter if we get…

Aaj Se Teri Lyrics – Arijit Singh | Padman

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se meri sari…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *